Jinki chahat ne kiya duniya s.....


Jinki chahat ne kiya duniya se begana mujhe,
Lo khuda ki shaan wo kehte hain diwana mujhe,
Aaj phir cheda unhone keh ke diwana mujhe,
Chutkiyan le le ke wo kehte hain pehchana mujhe,
Hale dil sunna he to sun lo ye warna jan lo,
Hashr me jakar sunana he ye afsana mujhe.


Related Posts0 comments:

Post a Comment

Like Box